Haye Hussain Ibn Ali Lyrics - Nadeem Sarwar

Nadeem Sarwar new noha 2024 Haye Hussain Ibn Ali Lyrics in Urdu & English text, Poetry by Jawad Jaffery. Download Haaye Hussain Ibn Ali Noha MP3 audio
Nadeem Sarwar new noha 2024 Haye Hussain Ibn Ali Lyrics in Urdu & English text, Poetry by Jawad Jaffery. Download Haaye Hussain Ibn Ali Noha MP3 audio.

Haaye Hussain ibn ali, haye hussain ibn ali, nadeem sarwar, nadeem sarwar noha lyrics, noha 2024




Lyrics 

Haae Hussain Ibn Ali
Hussaina Mazloom Karb-o-bala
Hussain Hussain Ya Hussain Ya Hussain Jaan Hussain

Sada Rahay Gi Tumhari Yeh Azadari
Haae Hussain Ibn Ali
Dillun Main Ghum Ho Labun Per Ho Sadaa Jari
Haae Hussain Ibn Ali

Hussain Hussain Ya Hussain Ya Hussain Jaan Hussain

Hum Rahey Yan Na Rahey Gham Ye Abaad Rahey
Har Qadam Karb-o-bala Dam Ba Dam Yaad Rahay
Jab Talak Saans Chalay Jab Talak Jaan Rahay
Silsila Jari Rahay Sheh Ka Maatam Na Ruke
Dilon Mein Yaad Rahay Hamesha Tumhari
Haae Hussain Ibn Ali
Sada Rahay Gi Tumhari Yeh Azadari
Haae Hussain Ibn Ali
Dillun Main Ghum Ho Labun Per Ho Sadaa Jari
Haae Hussain Ibn Ali

Hussaina Hussaina Mazloom Karb-o-bala
Hussain Hussain Ya Hussain Ya Hussain Jaan Hussain

Woh Hussain Ibn Ali Dilbar Siilay Ali
Jo Sir Karb-o-bala Be Khata Mara Gaya
Apna Sab Den Ke Liye Jis Ne Qurbaan Kya
Pyash Duniya Se Gaya, Be Kafan Bhi Jo Raha
Sara Zamana Karta Rahay Ga Yeh Aah'zaariii
Haae Hussain Ibn Ali

Hussaina Hussaina Mazloom Karb-o-bala
Hussain Hussain Ya Hussain Ya Hussain Jaan Hussain

Kehta Hai Sara Jahan Badshah Ast Hussain
Kehte Hain Pairo Jawaa Rehnuma Ast Hussain
Hai Yahi Vird Zuba Deen Panah Ast Hussain
Keh Rahi Hai Yeh Azaan Lailaha Ast Hussain
Sitam Hai Aap Si Hasti Pay Sitam Gari
Haae Hussain Ibn Ali
Sada Rahay Gi Tumhari Yeh Azadari
Haae Hussain Ibn Ali
Dillun Main Ghum Ho Labun Per Ho Sadaa Jari
Haae Hussain Ibn Ali

Hussaina Hussaina Mazloom Karb-o-bala
Hussain Hussain Ya Hussain Ya Hussain Jaan Hussain

Jab Sakina Ne Kaha Haae Pyase Hain Chacha
Pani Laane Ke Liye Phr Alamdar Gaya
Shor Darya Pay Huwa Bawafa Mara Gaya
Haae Maatam Tha Bapa Gungi Zainab Ki Sada
Akela Reh Gaya Aalam Mein Mera Bhai
Haae Hussain Ibn Ali

Hussaina Hussaina Mazloom Karb-o-bala
Hussain Hussain Ya Hussain Ya Hussain Jaan Hussain

Usakaa Maatam Hai Bapa Jis Ki Hai Karb-o-bala
Kalma Quran Ke Liye Jis Ne Sab Waar Diya
Jiska Akbar Naw Raha Jis Ka Asghar Naw Raha
Jiska Ghazi Naw Raha Jis Ka Lashkar Naw Raha
Asar Ka Waqt Tha Aur Tumhari Tanhai
Haae Hussain Ibn Ali
Sada Rahay Gi Tumhari Yeh Azadari
Haae Hussain Ibn Ali
Dillun Main Ghum Ho Labun Per Ho Sadaa Jari
Haae Hussain Ibn Ali

Hussaina Hussaina Mazloom Karb-o-bala
Hussain Hussain Ya Hussain Ya Hussain Jaan Hussain

Baad Sheh Kya Na Howa Pouchon Zainab Se Zara
Jis Ne Bhai Ki Terhan Har Sitam Dil Pay Saha
Kabhi Bazar-e-jfaa Kabhi Darbaar Jfaa
Jis Ne Khutboon Se Sada Sheh Ka Gham Zindah Rakha
Hai Aaj Bhi Yeh Zainab Ki Sada Jari
Haae Hussain Ibn Ali

Sada Rahay Gi Tumhari Yeh Azadari
Haae Hussain Ibn Ali
Dillun Main Ghum Ho Labun Per Ho Sadaa Jari
Haae Hussain Ibn Ali

Poet: Jawab Jaffery & Nadeem Sarwar

إرسال تعليق